Ash'aar - Shahadat Bibi Fatima S.A -

Posted at  6:28 AM  |  in  zahra











Aaj Duniya Mai Qayamat Ho Gaee
Fatima Zehra(s.a) Ki Rehlat Ho Gaee
Boo e Jannat Bhi Na Sunghay Gay Wo Log
Fatima Zehra(s.a) Ko Jin Se Nafrat Ho Gaee....!

Paak Bibi Meri Amma Zehra (s.a) tujh par dar giranay walay lanti par lanat
Ta Qayamat Beshumar Hazar Bar
Mai Nam Nahi Leta Doston Kisi Ka
Falanay Falanay Falanay Pe Lanat
Beshumar.
-----------

Malik-ul-Maut ko Jibrail ki Naseehat,

Farz-e-Tehzeeb aqeedat ko nibhana warna,
Ik reaya ki Tarah sar ko Jhukana warna,
Azmat-e-Madar-e-Hussain (a.s) na bhulana warna,
be Ijazat Dar-e-Zahra (a.s) pay na jana warna,

Haq ne bakhshi hay ho tauqeer bhi ja sakti hay
MALK-UL-MAUT Tujhy maut bhi aa sakti hay.

------------------------------

DAR SAY LAGI WO KEHTI THI AN SOON BAHA BAHA,
KION GHAR MERA JALATAY HO MAIN NE KIYA HAY KYA,
AIK SHAKS NE SEETAM YE KIYA WA MUSIBATA,
DARWAZA LAAT MAR KAR US PER GIRA DIA,
PEHLO PAY AA E ZARB JO BINTEY RASOOL K,
MOHSIN HOWA SHAHEED SHIKAM MEIN BATOOL K.

---------------------------

SITAM HO GAE YE INTEHA RASUL KEY BAAD,
CHALI HY FATIMA HAQ MANGNEY RASUL KEY BAAD,
RASUL ZADI KHARI Q RAHI SAR E DARBAR,
YE KON TAKHT PE BETHA RHA RASUL KEY BAAD,
SHAHEED HO GYA USKI HI ZARB SE MOHSIN,
DAR-E-BATOOL GIRAYA GAYA RASUL KEY BAAD,
WO JA KAR SHAHR SE BAHAR ROTI RAHI,
KIS NE GHAR ME NA RONAY DIY RASUL KEY BAAD.
----------------------------

Salam Ya Zehra s.a
Sun Lo Ay Bagh e Fadak Cheen K Khanay Walon
Dono Aalam Mai Tum Dono Ka Ghata Hoga
Bheek Mai Bint e Nabi Baghe Fidak De Deti
Hath Pehla K Jo Tehzeeb Se Manga Hota.
~~~~~~~~~~~~

Jabeen e Arsh Ko Kaaba Bohat Zaruri Hai
Dar e Hussain Pe Sajda Bohat Zaruri Hai
Jo Chahtay Ho K Allah Tum Se Raazi Ho
Raza e Fatima Zehra Bohat Zaruri Hai
Qasam Hai Bibi Tere Pehlu e Shakista Ki
Sitam Daron Pe Tabarrah Bohat Zaruri Hai,
------------------------
Mein un bhikariyoun ko ghani kis tarah likhoun,
Jo log kha gaye terey baaghaat Fatima..

Mumkin nahi ke mein razi allah kahoun usay,
Karti rahi hain jis ki shikayaat Fatima..
--------------------------
Ba'zaban e Bibi Fatima Zehra s.a

" Hamla'awer Bohat Si LakRian Humaray Darwazay Pe Le Aaye Or Woh Hum Samait Humaray Ghar Ko Jalana Chahtay Thay , Mai Darwazay K Pichay Khari In Logon Ko Khuda o Rasool K Wastay Deti Rahi K Woh Hum Se Koi Sar o Kaar Na Rakhain Or Humari Madad Karen, Magar Umar Nay Abu Bakar K Azad'Kerda Ghulam Qunfuz Sy Taziyana Lia Or Mere Bazoo Pe Is Zor Se Mara K Is Ka Nishan Kisi Dastbund Ki Tarah Mere Bazoo Par Sabat Ho Gaya,Phir Is Ny Zor Se Darwazay Par Thokar Maari Or Meri Taraf Giraya, Woh Darwaza Mere Pehloo Par Gira Jis Ki Wajah Se Mai Zameen Par Gir Gae, Mere Darwazay Ko Aag Laga Di Gae, Aag K Sholay Nikal Rahay Thay Or Sholon Se Mera Chehra Jhulas Raha Tha, Mera Dushman Apnay Hathon Se Mujhay Zad o kob Karta Raha Or Mere Goshwaray Toot Kar Gir Gay,Dard'Zah Ny Mujhe Bechain Kar Diya Or Mera MOHSIN Be'Gunah Saqit O Qatal Ho Gaya. "

Bait Ul Ahzaan
Pg#175
------------------------
MOMiNO Bich Gaya Lo Farsh_e_Aza_e_ZEHRA(sa)
Hoti Hay Seena Zani Aaj Bara_e_ZEHRA(sa)

Ghar Mai Ronay Pe Bhi Shikayat Hai Musalmanon Ko
Baap Ko Ronay Ki Khatir Kaha Jaye Zehra s.a

Ghusal K Waqt Jo Pehlu Ko Shikasta Dekha
Kitna Hasrat Se Ali Ny Kaha Haay Zehra s.a

Hum Imam e Zamana(a.j.f.)Ko Un Ki Dadi Zehra s.a Ki Shahadat Per Pursa Paish Kartay Hain 
.Salawat

-------------------
Umar Ny Syeda Fatima Zehra s.a K Ghar Ko Aag Lagae Thi, Or Jalta Huwa Darwaza Bibi s.a Par Giraya Tha "

Tasdeeq K Liye Dekhiye Ahl e Sunnat Ki Books
1, Maruj Ul Zuhib Pg#159.
By, Allama Masoudi.

2, Tohfa e Asna ashria PG#629.
By, Allama Shah Waliullah Muhadis Dehlvi.

3, Al Farooq Part 1, PG#71
By, Molana Shibli Nomani.

4,Muntakhib Kanzul Amal Bar Hashia Masnad Ahmad Bin Hanba
Jild#6, PG# 174.

5,Roya e Sadiq
PG#156.

~~~~~

Umar Ko Dekha To Ye Khayal Aaya
Zehan Mai Mere Achanak Ye Sawal Aya

Gali Mai Ghumtay Kuttay Ko Jo Umar Bola
Ye Naam Suntay Hi Kuttay Ko Bhi Jalal Aya

Huwa Wo Goya Aye Zalim Na Zulm Itna Kar
Khuda Ka Shukar Hai Itna Nahi Zawal Aaya

Khushi Se Khil Gaya AzZadar Phir Mera Chehra
Umar Ko Lanatain Denay Ka Jab Khayal aaya....

Share this post

0 comments:

Thanks

About-Contact us
Copyright © 2013 AWAZE HAQ. Blogger Template by BloggerTheme9
Proudly Powered by Blogger.
back to top